♥ Add to my Songbook
Kehne Lagaa Chords by Rushil Aswal

Kehne Lagaa chords by Rushil Aswal

Guitar chords with lyrics

  • Capo on 2nd
  • Difficulty: Intermediate 💪
Intro:

G# Fm G# Fm
C# G# Fm C# G#

Verse 1:
Fm           G#
Ek ladka tha ajeeb
Fm            G#
Thi baaton ki kami
Fm                    G#
Dimaag mein uske itni saari baatein chalti
Fm                    G#
Keh na sakaa, woh keh na saka
Fm            G#
Har baat pe rota tha
Fm         C#         G#
Uske liye, har pal ek dhoka tha
Fm                    G#
Phir usne khaayi itni saari thokrein
Fm                  G#
Ki kehne lagaa, woh kehne lagaa

Chorus:
      C#     D#   G#
Lekin ab woh rota nahi
      C#     D#     G#
Rone se kya hi ho jaayega?
      C#     D#     G#
Gir kar ab sambhalta nahi
          C#     D#   G#
Darta hai waapas gir jaayega
          C#    D#    G#
Logon ki ab woh sunta nahi
      C#     D#       G#
Sunne se kya koi laut aayega?
      C#     D#        G#
Auron ke dil kitne bhi ho saaf
      C#     D#          G#
Usse behtar use kaun jaan paayega?


Verse 2:
Fm              G#
Aasaan nahi tha ye
      Fm               G#
Jitna ho sake chhipaya tha usne
Fm                       G#
Aur jab-jab uska dil hai tezi se dhadakta
Fm              G#
Use satata, woh likhta jaata
Fm                            G#
Kisi door desh se aaya toh na woh
Fm             C#           G#
Jo usool bolke galti chhupa do
Fm             C#           G#
Sapna bech ke door bhej ke, usko kyun phasaya?
       Fm                     G#
Usе na bula, ab woh chala hai gaya

Chorus:
      C#     D#   G#
Lekin ab woh rota nahi
      C#     D#     G#
Rone se kya hi ho jaayega?
      C#     D#     G#
Gir kar ab sambhalta nahi
          C#     D#   G#
Darta hai waapas gir jaayega
          C#    D#    G#
Logon ki ab woh sunta nahi
      C#     D#       G#
Sunne se kya koi laut aayega?
      C#     D#        G#
Auron ke dil kitne bhi ho saaf
      C#     D#          G#
Usse behtar use kaun jaan paayega?


Harmonies:
G#
A-oo-oo-ooh
G#
Oo-oo-ooh
C#        G#
Oo-oo-oO-oO-ooh
C# G# C#
Oo-oo-ooh



Chorus:
      C#     D#   G#
Lekin ab main rota nahi
      C#     D#     G#
Rone se kya hi ho jaayega?
      C#     D#     G#
Gir kar ab sambhalta nahi
          C#     D#   G#
Darta hoon waapas gir jaaunga
          C#    D#    G#
Logon ki ab mai sunta nahi
      C#     D#       G#
Sunne se kya koi laut aayega?
      C#     D#        G#
Auron ke dil kitne bhi ho saaf
       C#     D#          G#
Mujhse behtar mujhe kaun jaan paayega?


Outro:
G#         C# D#       G#
Kya mujhe koi pehchaan paayega?
C#                  D#        G#
Mujhse behtar mujhe kaun jaan paayega?
G#         C# D#       G#
Kya mujhe koi pehchaan paayega?
C#                  D#        G#
Mujhse behtar mujhe kaun jaan paayega?
C Cm G#

Published:

Last updated:

Please rate for accuracy!
🎸
Accuracy Rating: - Votes: -

Rushil Aswal chords for Kehne lagaa

What is this?

Learn how to play "Kehne Lagaa" by Rushil Aswal with our easy-to-follow guitar chords guide. Build confidence, sharpen your technique, and enjoy playing guitar.

Who Is This Page For?

This guitar chords tutorial for "Kehne Lagaa" by Rushil Aswal is crafted for Intermediate players ready to learn and grow. Whether you're just starting or refining your skills, this guide meets you where you are.

Why This Page Is Perfect for You

Intermediate players can explore new challenges and boost their technique with a deeper dive into "Kehne Lagaa."

What You Will Gain

By using our guitar chords, you’ll not only learn to play "Kehne Lagaa" by Rushil Aswal with accuracy and style, but you'll also elevate your overall musicianship. Explore our full archive of guitar chords for more songs, skills, and inspiration.

Your last visited songs