Chorus: C Aaj ke naam Am Aur aaj ke gham ke naam C Am Aaj ka gham ke hai zindagi ke bhare C Am Gulsita se khafa, zard patton ka ban C Zard patton ka ban, jo mera desh hai Am G Dard ki anjuman, jo mera des hai C Unn dukhi maaon ke naam Am C Unn dukhi maaon ke naam
Verse: G Raat mein jinke bachche bilakhte hai G Aur neend ki maar khaaye huye C Baajuo se sambhalte nahi C Dukh bataate nahi Am G Minnat o zaariyo se behalte nahi Am C Unn haseenaon ke naam Am C Unn haseenaon ke naam Verse: C Jinki aankhon ke gul G Chilmanon aur dareecho ke belon pe Am Bekar khil khil ke, murjha gaye hai C G Unn byaahtaon ke naam C G Unn byaahtaon ke naam Bridge: G C Jinke badan be mohabbat riyaatar se G Jo thee saj saj ke, ukta gaye hai C Bewaaon ke naam C Katadiyon aur galiyon G C Mohallon ke naam Verse: G Jinke naapaak khashak se Chand raato ko aake C karta hai aksar vazoo G Jinke saayon mein karti hai aahob ka D Aanchalon ki hina, chudiyon ki khanak C Kaakulon ki mehak C Aarzoo mand seeno ki Am G Apne pasine mein, jalne ki boo C Padhne waalon ke naam Outro: C Aaj ke naam Am Aur aaj ke gham ke naam Unn dukhi maaon ke C Unn haseenaon ke G C Unn byaahtaon ke naam
Published:
Last updated: