Key: D Intro: N.C. Subah-subah ek khwab ki dastak par Darwaza khola to dekha Sarhad ke us paar se kuch Mehmaan aaye hain
N.C. Aankhon se maanus se sare Chehre saare sune sunaye Paon dhoye Haath dhulaye Aangan me aasan lagwaye N.C. Aur tandoor pe makke ke Kuch mote mote rot pakaye N.C. Potli me mehman mere Pichle saalon ki fasalon ka Gud laaye they N.C. Aankh khuli to dekha Ghar me koi nahi tha Haath lagakar dekha to N.C. Tandoor abhi tak bujha nahi tha Aur hothon par meethe gud ka Zayka ab tak chipak raha tha N.C. Khwab tha shayad, khwab hi hoga Sarhad par kal raat suna hai Chali thi goli N.C. Sarhad par kal raat suna hai Kuch khwabon ka khoon hua hai Verse 1: D D A Ek puraana mausam lauta D D A Ek puraana mausam lauta E A D Yaad bhari purvai bhi D D A Ek puraana mausam lauta E A D Yaad bhari purvai bhi D G E A Aisa to kam hi hota hai A G D Woh bhi hon tanhai bhi D D A Ek puraana mausam lauta E A D Yaad bhari purvai bhi Verse 2: D A Yaadon ki bauchharon se G E A Jab palkein bheegne lagti hain D A Yaadon ki bauchharon se G E A Jab palkein bheegne lagti hain D D A Kitni saundhi lagti hai tab D D A Kitni saundhi lagti hai tab E A D Maazi ki rusvai bhi D D A Ek puraana mausam lauta E A D Yaad bhari purvai bhi Verse 3: D A Do do shaklein dikhti hain G E A Is behke se aaeene mein D A Do do shaklein dikhti hain G E A Is behke se aaeene mein D D A Mere saath chala aaya hai D D A Mere saath chala aaya hai E A D Aapka ek soudai bhi D G E A Aisa to kam hi hota hai A G D Woh bhi hon tanhai bhi Verse 4: D A Khamoshi ka haasil bhi G E A Ik lambi si khamoshi hai D A Khamoshi ka haasil bhi G E A Ik lambi si khamoshi hai D D A Unki baat suni bhi humne E A D Apni bath sunai bhi D G E A Aisa to kam hi hota hai A G D Woh bhi hon tanhai bhi D D A Ek puraana mausam lauta E A D Yaad bhari purvai bhi
Published:
Last updated: