Key: B Major ♫ Intro: B ♫ Chorus: B Chor bazaari do naino ki, pehle thi aadat jo hatt gayi B Pyaar ki jo teri meri umra aayi thi wo katt gayi B E Tu bhi tu hai, main bhi main hoon, duniya saari dekh ulat gayi E B Tu na jaane, main na jaanu, kaise saari baat palat gayi
B Ghatni hee thi ye bhi ghatna, ghatate ghatate lo ye ghat gayi B Ha, chor bazaari do naino ki, pehle thi aadat jo hatt gayi ♫ Verse: B E F# Jhoomariya, jhoomariya manwa, ban baagi sa B E F# Jhoomariya, jhoomariya tanwa, bedaagi Mann mera dhad dhad dhad dhadkaaye Koi na phir sarr sarr sarr sarr jaaye E F# Kasam se baazi haath na apne aaye, nain agar lad jaaye ♫ PRE-Chorus: B G#m Tareef teri karna, tujhe khone se darna F# E Ha, bhool gaya ab tujh pe din mein chaar dafa marna B G#m Tareef teri karna, tujhe khone se darna F# E Ha, bhool gaya ab tujh pe din mein chaar dafa marna ♫ Chorus: B Pyaar khumari utari saari, baato ki badli bhi chhath gayi B Hum se main pe aayi aise, mujhko to main hee main ratt gayi B Ek hue the do se dono, dono ki ab raahe bant gayi B Ha, chor bazaari do naino ki, pehle thi aadat jo hatt gayi ♫ Verse: B Bade hee nain ladaake se, lade the roz bazaaro mein B Kisi ko dhundh hee lete the, sadak pe roz hazaaro mein B Behes nahi kam kam kam karte B Na ab ye gham gham gham karte B Badal gaye dheere dheere do naina, mera kya kya kya kehna ♫ Chorus: B Ha, chor bazaari do naino ki, pehle thi aadat jo hatt gayi B Ek ghoont mein duniyadari ki main saari samajh nigal gay
Published:
Last updated: