Tuning: Standard (E A D G B E) Key: C# Difficulty: Intermediate Intro: Am C F C Am C F C Verse: Am C Kabhi mere ghar ki dehleez pe F C jo tum kadam rakhogi Am C to seelan lagi kachchi deewaron pe F C khudko dekh ke chaukna nahi F C haan...........chaukna nahi
Chorus: F Em Tumhaare jaane ke baad F C koi inhe rangne aaya nahi F Em Tumhaare jaane ke baad F C koi inhe rangne aaya nahi Verse: Am C kone mein toota sa fooldan F C bistar pe bikhri kitaabein Am C chaadar ki woh teekhi si silwatein F C yaadoon ki chubhti daraarein F C socha tha koi sawaar dega F C gham mein mujhe bahaar dega Chorus: F Em Tumhaare jaane ke baad F C koi bhi dastak yahaan hui he nahi F Em Tumhaare jaane ke baad F C koi bhi dastak yahaan hui he nahi Bridge: F C suna hai woh........ F C gaalon pe bhawar liye F C chalti hai nanage paao F C aankhon mein sehar liye F C sooraj bhujhe toh yahan bhi aana F C faasalon mein tum kho na jaana Chorus: F Em kabhi toh bhoole se tum F C mere iss ghar ko mehkana F Em kabhi toh bhoole se tum F C mere iss ghar ko mehkana Outro: Am C F C Am C F C
Last updated: