Difficulty
Intermediate πͺ
Rate for accuracy
🎸
Key: F β« Verse 1: F C F C Deewarein oonchi hai, galiyaan hai tang A# F Lambi dagar hai par himmat hai sang F A# Paaon pe chhaale hai, saansein buland F Ladne chali hoon aazaadi ki jung β« Chorus: F C Dm F Bekhauf aazaad hai jeena mujhe F C Dm F Bekhauf aazaad hai rehna mujhe F C Dm F Bekhauf aazaad hai jeena mujhe F C Dm F Bekhauf aazaad hai rehna mujhe
β« Verse 2: F C F C Reeti ki zanjeere kha gayi zang C F C F Nyaay ke mandir bhi ho gaye bhang F A# F Zamaana chale na chale mere sang C F C F Bolungi halla, awaaz dabangg β« Chorus: F C Dm F Bekhauf aazaad hai kehna mujhe F C Dm F Bekhauf aazaad hai rehna mujhe F C Dm F Bekhauf aazaad hai kehna mujhe F C Dm F Bekhauf aazaad hai rehna mujhe β« Verse 3: F C F C Chotein jism par marham umang C F C F Laash nahi hoon mann zinda patang F A# F Dil mein ummeedein aur khushiyon ke rang C F C F Har aansu banega ik nayi tarang β« Chorus: F C Dm F Bekhauf aazaad hai behna mujhe F C Dm F Bekhauf aazaad hai rehna mujhe F C Dm F Bekhauf aazaad hai behna mujhe F C Dm F Bekhauf aazaad hai rehna mujhe
Other Versions & Arrangements
- Bekhauff (Chords)
Song History
Published:
Last Updated: