Tuning: Standard (E A D G B E) Verse 1: C Ho! Ek ladki ko dekha, to aisa lagaa... C Ek ladki ko dekha, to aisa lagaa - F Jaise, khilta gulaab, jaise, shaayar ka khwaab... F C Jaise, ujjli kiran, jaise, ban mein hiran... F C F C Jaise, chaandni raat, jaise, narmi ki baat... G Jaise, mandir mein ho ek jalta diyaa... C
Ho! Ek ladki ko dekha, to aisa lagaa... Verse 2: C Ho! Ek ladki ko dekha, to aisa lagaa... Ek ladki ko dekha, to aisa lagaa - F C F Jaise, subhoon ka roop, jaise, sardi ki dhoop... C F C Jaise, veena ki taan, jaise, rangoon ki jaan... F C F C Jaise, balkhaaye beil, jaise, lehroon ka khel... G Jaise, khushboo liye aaye thandi hawaa... C Ho! Ek ladki ko dekha, to aisa lagaa... Verse 3: C Ho! Ek ladki ko dekha, to aisa lagaa... C Ek ladki ko dekha, to aisa lagaa - G F C F Jaise, naachta mor, jaise, resham ki door... C F C Jaise, pariyoon ka raag, jaise, sandal ki aag... F C F C Jaise, sola-sigaar, jaise, ras ki phuhaar... G Jaise, aahista aahista badhta nashaa... C Ho!
Last updated: