Original Key: A Minor INTRO: Am D Meri befikri ki fikar tu Am D Meri saanson ka hai zikar tu Am D Hum humqadam se hamraah hue Am D F G Am Ab hamraah se hamnava hue INSTRUMENTAL:
F G Am CHORUS: Am G Raahon pe teri main jaaun bikhar F D Agar saath mere tu hai humsafar Am G Main na ye sochun hai jaana kidhar F D Agar saath mere tu hai humsafar VERSE: Am F Tere hawaale hona hai maine C G Ye aashiqana ishaara hua Am C D Chupke se teri tamanna jagi Am C D Chupke se ye dil aawaara hua Am C Berang hai wo jeena yahan pe kisi ka F G D Agar na sahaara hua CHORUS: Am G Raahon pe teri main jaaun bikhar F D Agar saath mere tu hai humsafar Am G Main na ye sochun hai jaana kidhar F D Agar saath mere tu hai humsafar INSTRUMENTAL: Am G F D x2 VERSE: Ik darr dil mein, dil mushkil mein Maanu ya na maanu main teri baatein Ik pal ye bhi lagta hai mujhko Ye baatein chahat ki saugaatein CHORUS: Dheerе dheere tu mere lafzon mеin aaya hai Tujhko hi to chupke se man mein laaya hai Dheere dheere tu mere lafzon mein aaya hai Tujhko hi to chupke se man mein laaya hai CHORUS: Raahon pe teri main jaaun bikhar Agar saath mere tu hai humsafar BRIDGE: Am G Vaade ho, sheeshe ho, dhaage ho, saansein ho F G Tute bina wo yu kab tak reh lenge? Am G Feeke ujaalon ke, khwaabon khayaalon ke F G Jhoothe khilono se kab tak behlenge? Am G Kaise zakhmon ko bata F G Marham ka milta achaanak pata Am G Ye maan le, chahat duniya mein sabse F G Behtar marham hai, yaara CHORUS: Am G Raahon pe teri main jaaun bikhar F D Agar saath mere tu hai humsafar Am G Main na ye sochun hai jaana kidhar F D Agar saath mere tu hai humsafar OUTRO: Am G F G Am G Baaki abhi hai safar, humsafar F G F G F G Zara der tu saath chal de agar, humsafar
Published:
Last updated: