Intro: Am C F C Cm7 Chorus: Am Tu behti hui nadi si, C Baarish mein garajti hai jo, F C Cm7 Kinare mein baithoon, jo shor bhi pyaara lage. Am Hai baarish ke band hote hi, C Patton pe boonden hain jo, F C Cm7 Unse jab jhaankoon, toh sab kuch hi khaas lage.
Verse 1: Am Upar yeh saath jo rang the, C Dekhe kyun lage itne khoobsurat F C Cm7 Tum mujhe Mann ke ye sapne the,Jo woh saare toh paas hi the. Am Mere mann ki likhaavat hai jo, C Ho jaaye ki tum hi toh ho. F C Cm7 Lafz hi hain itne,Ki inko ab kya hi kheley? Bridge: Dm7 G Dm Kho jaane ka gham ab kyun? G Mujhe ho bhala, Dm Em Dara bhi toh main hi tha C Naaki tum. Verse 2: Am Yaad kyun aata mujhe? C Sardi ka mausam hai woh? F C Hawa ke jhonke, par gaalon ko thanda lage. Am Aansu jo behte hue, C Sookhi zameen pe pade – F C Usi jagah pe ab dikhte hain, phool mujhe. chorus: Am C Inko na toh do na kisi ke bhi liye. F Aage badhna main chaahoon toh dar kyun lage? C Mit na jaaye ab galti se bhi ,Yeh nishaan tere. Am Jhapakti hain aankhein jo C Itne samay ke liye. F Sochun ki kholoon inhein – C G Toh na dhoop chhoo le. Bridge: Dm7 G Dm Kho jaane ka gham ab kyun? G Mujhe ho bhala, Dm Em Dara bhi toh main hi tha C Naaki tum.
Published:
Last updated: