Tuning: Standard (E A D G B E) Intro: C G Aao Mere Saath Baitho, Baath ek Bataani aaei C G Sahooliyat ki asli shaql haan tumhein dikhaani aaei F Em Am G Thaam lo dhadkanein, Dil ko aaraam do F Em Am G Moond kar aankhon ko, khudi mein tum Jhaank lo C G Aao Mere Saath Baitho, Baath ek Bataani aaei C G Sahooliyat ki asli shaql haan tumhein dikhaani aaei
Verse 1: F Em Am G Maano tum se mile, ek nanhin si jaan F Em Am G Ladkhadaate kadam, totli si zubaan C G Par zuban pe uske ho, kadwi si zabaani aaei C G Man mein jalta ghussa, uski aankhon mein ho paani aaei Chorus: C G Aao Mere Saath Baitho, Baath ek Bataani aaei C G Sahooliyat ki asli shaql haan tumhein dikhaani aaei Verse 2: F Em Am G Kwaahishein Uski hon faqat maamooliyaan F Em Am G Jeene ki bachpana, jeene ki jawaaniyaan C G Bachpanein mein tumne uske aag kyu laga di aaei C G Paal ke sahooliyat, jawaani bhi mita di aaei Chorus: C G Aao Mere Saath Baitho, Baath ek Bataani aaei C G Sahooliyat ki asli shaql haan tumhein dikhaani aaei Verse 3: F Em Am G Kya bune sapne aur, sanjoye kya yaadaaei F Em Am G ilm kya batore aur, kjare wo kya himaqatein C G Kuchal ke uske sapne tumne, yaadein bhi mita di aaei C G sahooliyat mein apni tumne usko kyun saza di aaei Chorus: C G Aao Mere Saath Baitho, Baath ek Bataani aaei C G Sahooliyat ki asli shaql haan tumhein dikhaani aaei Verse 4: F Em Am G Hai Zeher si hawa, saans le bhi toh kya F Em Am G Paani kana koi nishaan, wo piye bhi toh kya C G Kashmaskah zindagi ki aur kyun badaha di aaei C G Kare wo tumse nafratein, aisi kyun wahaj di aaei Chorus: C G Aao Mere Saath Baitho, Baath ek Bataani aaei C G Sahooliyat ki asli shaql haan tumhein dikhaani aaei Verse 5: F Em Am G Jaago ab kuch karo, bhale ho wo ikaai sa F Em Am G Choom ke haatho ko, do usey-tum-dilaasa C G Kuchal ke uske sapne tumne, yaadein bhi mita di aaei C G Gharzi khud ki maar ke, zameer ko jaga lo ge Extro: Am C F G Lifaafe mein sahooliyat ke qaid jo hai uska haq C G Paida pehle hone se uske tum bacha loge C G kare mohabbatein wo tumse, aisi ek wajah doge
Last updated: