Teesri Kasam - Sajan Re Jhoot Mat Bolo Chords by Soundtracks 🎦

Teesri Kasam - Sajan Re Jhoot Mat Bolo by Soundtracks 🎦

Chords

Difficulty
Intermediate πŸ’ͺ
Rate for accuracy
🎸
0/5 ( votes)
Transpose
Font
Key: C#m

Intro:

C#m B C#m

Chorus:
A        C#m
sajan re jhooth mat bolo
A         C#m
khudaa ke paas jaanaa hai
C#m       B       C#m
na haathi hai naa ghodaa hai
B       F#     B      E
wahaan paidal hi jaanaa hai
A        C#m
sajan re jhooth mat bolo
A         C#m
khudaa ke paas jaanaa hai
C#m       B       C#m
na haathi hai naa ghodaa hai
B       F#     B      E
wahaan paidal hi jaanaa hai
A        C#m
sajan re jhooth mat bolo
Verse 1:
F#7      C#m          F#7          C#m
tumhaare mahal chaubaare yahin rah jaayenge saare
F#7      C#m          F#7          C#m
tumhaare mahal chaubaare yahin rah jaayenge saare
B        C#m
akad kis baat ki pyaare
B        C#m
akad kis baat ki pyaare
B        F#     B      E
ye sar phir bhi jhukaanaa hai
A        C#m
sajan re jhooth mat bolo
A         C#m
khudaa ke paas jaanaa hai


Verse 2:
F#7       C#m          F#7          C#m
bhalaa keejai bhalaa hogaa buraa keejai buraa hogaa
F#7       C#m          F#7          C#m
bhalaa keejai bhalaa hogaa buraa keejai buraa hogaa
B         C#m
bahi likh likh ke kyaa hogaa
B         C#m
bahi likh likh ke kyaa hogaa
B       F#       B      E
yahin sab kuchh chukaanaa hai
A        C#m
sajan re jhooth mat bolo
A         C#m
khudaa ke paas jaanaa hai

Verse 3:
F#7      C#m          F#7         C#m
ladakpan khel mein khoyaa jawaani neend bhar soyaa
F#7      C#m          F#7         C#m
ladakpan khel mein khoyaa jawaani neend bhar soyaa
B         C#m
budhaapaa dekh kar royaa
B         C#m
budhaapaa dekh kar royaa
B     F#    B      E
wahi kissaa puraanaa hai

Chorus:
A        C#m
sajan re jhooth mat bolo
A         C#m
khudaa ke paas jaanaa hai
C#m       B       C#m
na haathi hai naa ghodaa hai
B       F#     B      E
wahaan paidal hi jaanaa hai
A        C#m
sajan re jhooth mat bolo
A         C#m
khudaa ke paas jaanaa hai

Song History

Published:
Last Updated: