Difficulty
Beginner πΆ
Rate for accuracy
🎸
Key: E
Intro:
D E
Oooooo Ooooo Ooo
E
Dil ka haal sune dil wala
E A
Dil ka haal sune dil wala, sidhi si baat na mirch masala
A E
Kah ke rahega kahne wala, dil ka haal sune dil wala

Verse 1:
E
Chhote se ghar me garib ka beta, mai bhi hu maan ke nasib ka beta

E E7 D A
Ranj-o-gam bachpan ke saathi, aandhiyo me jali jivan baati
E
Bhukh ne hai bade pyaar se paala
E A
Dil ka haal sune dil wala, sidhi si baat na mirch masala
A E
Kah ke rahega kahne wala, dil ka haal sune dil wala
Verse 2:
E
Haay karn kya surat aisi, gaath ke pure chor ke jaisi
E
Haay karn kya surat aisi, gaath ke pure chor ke jaisi
E E7 D A
Chalta phirta jaan ke ek din, bina dekhe pahchaan ke ek din
E
Baandh ke le gaya police wala
E A
Dil ka haal sune dil wala, sidhi si baat na mirch masala
A E
Kah ke rahega kahne wala, dil ka haal sune dil wala
Verse 3:
E
Budhe daroga ne chashme se dekha
E
Budhe daroga ne chashme se dekha
E
Aage se dekha pichhe se dekha, upar se dekha niche se dekha
E E7 D A
Bola ye kya kar baithe ghotala, haay ye kya kar baithe ghotala
E
Ye to hai thaanedaar ka saala
E A
Dil ka haal sune dil wala, sidhi si baat na mirch masala
A E
Kah ke rahega kahne wala, dil ka haal sune dil wala
Verse 4:
E
Gam se abhi aazad nahi mai, khush magar aabad nahi mai
E
Gam se abhi aazad nahi mai, khush magar aabad nahi mai
E E7 D A
Manzil mere paas khadi hai, paanv me lekin bedi padi hai
E
Taang deta hai daulat wala
E A
Dil ka haal sune dil wala, sidhi si baat na mirch masala
A E
Kah ke rahega kahne wala, dil ka haal sune dil wala
Verse 5:
E
Sun lo magar ye kisi se na kahna, tinke ka leke sahara na bahna
E
Sun lo magar ye kisi se na kahna, tinke ka leke sahara na bahna
E E7 D A
Bin mausam malhaar na gaana, aadhi raat ko mat chillana
E
Varna pakad lega police wala
E A
Dil ka haal sune dil wala, sidhi si baat na mirch masala
A E
Kah ke rahega kahne wala, dil ka haal sune dil wala
Song History
Published: April 28, 2022
Last Updated: April 28, 2022