Saiyaara - Barbaad Chords by Soundtracks 🎦

Saiyaara - Barbaad Chords

by Soundtracks 🎦

Difficulty
Beginner πŸ‘Ά
Rate for accuracy
🎸
0/5 ( votes)
Transpose
Font
Key: F#m β™« Intro: F#m β™« Verse 1: F#m E Tujhse door main ek hi wajah ke liye hoon Bm D Kamzor ho jaata hoon main F#m E Tujhse door main ek hi wajah ke liye hoon Bm D Aawara ban jaata hoon main F#m E Tujhse door main ek hi wajah ke liye hoon Bm D Kamzor ho jaata hoon main F#m E Tujhse door main ek hi wajah ke liye hoon Bm D Aawara ban jaata hoon main F#m E Tujhe chhu lu to kuch mujhe ho jaayega Bm D Jo main chahta na ho mujhko F#m E Tujhe mil ke ye dil mera beh jaayega Bm D Isi baat ka dar hai mujhko
β™« Chorus: F#m E Ke ho na jaaye pyaar tumse mujhe Bm D Kar dega barbaad ishq mujhe F#m E Ho na jaaye pyaar tumse mujhe Bm D Behad beshumaar tumse, tumse β™« Instrumental: F#m E Bm D x2 β™« Verse 2: F#m E Teri nazdikiyon mein kaisa khumaar hai Bm D Teri qurbat se mera dil kyun beqaraar hai? F#m E Kyun yeh mit ti nahin hai, kaisi yeh pyaas hai? Bm D Jitna main door jaaun, utni hi tu paas hai F#m E Tujhe keh doon ya rehne doon raaz mere Bm D Sab kuch keh doon kya tujhko? F#m E Tu mujhko chhod jaayegi ya aayegi paas mere Bm D Isi baat ka darr hai mujhko β™« Chorus: F#m E Ke ho na jaaye pyaar tumse mujhe Bm D Kar dega barbaad ishq mujhe F#m E Ho na jaaye pyaar tumse mujhe Bm D Behad beshumaar tumse, tumse β™« Bridge: E D Bm A In gamon ko khatam kar rahe ho tum (haan, haan) E D In gamon ko khatam kar rahe ho tum E A Zakhmon ka marham ban rahe ho tum D E Mehsoos mujhe aisa kyun ho raha Bm A E Ke meri duniya ban rahe ho tum, ban rahe ho tum F#m E Tere bin kya ye dil ab dhadak paayega Bm D Puchhta hoon main ye khud ko F#m E Tere aane se dard chala jaayega Bm D Isi baat ka dare hai mujhko F#m E Isi baat ka dare hai mujhko β™« Chorus: F#m E Ke ho na jaaye pyaar Bm D Ke ho na jaaye pyaar F#m E Ke ho na jaaye pyaar Bm D Kar dega barbaad ishq mujhe F#m E Ho na jaaye pyaar tumse mujhe Bm D Behad beshumaar tumse, tumse F#m E Ishq mujhe, ishq mujhe Bm D Barbaad mujhe, ishq mujhe

Song History

Published: August 3, 2025
Last Updated: August 3, 2025