Difficulty
Intermediate πͺ
Rate for accuracy
🎸
Intro:
G D
Ye raat jaise dulhan ban gayi charaagon se
G
Karungaa ujaalaa main dil ke daagon se
D G C D G
G Em
Aaj ki raat mere dil ki salaami le le
G D
Dil ki salaami le le
G Bm Em D
Kal teri bajm se diwaanaa chala jaayega
D
Shamma reh jaayegi parawana chala jaayega
G D Em C Em
Aaj ki raat mere dil ki salaami le le
G D
Dil ki salaami le le
D Em G D G
G Em D G
Teri mehafil tere jalwe ho mubaarak tujh ko
D G
Teri ulfat se nahi aaj bhi inkaar mujhe
G Em D G
Tera mayakhana salamat rahe aye jana-e-wafa
D G
Muskura kar tu zara dekh le ek baar mujhe
G Em D G
Phir tere pyaar ka mastana chala jaayega
G Bm Em D
Kal teri bajm se diwaanaa chala jaayega
D
Shamma reh jaayegi parawana chala jaayega
G D Em C Em
Aaj ki raat mere dil ki salaami le le
G D
Dil ki salaami le le
G D Em G D G
G Am G
Maine chaaha ke bata dun main haqeeqat apni
C D G
Tune lekin na mera raaz-e-mohabbat samjha
G Am G# G
Meri uljhan mere haalat yahan tak pahunche
C D G
Teri aankhon ne mere pyaar ko nafrat samjha
Em Bm Dm D
Ab teri raah se begaana chala jaayega
G Bm Em D
Kal teri bajm se diwaanaa chala jaayega
D
Shamma reh jaayegi parawana chala jaayega
G D Em C Em
Aaj ki raat mere dil ki salaami le le
G D
Dil ki salaami le le
G Em D G
Tu mera saath naa de raah-e-mohabbat mein sanam
D G
Chalte chalte main kisi raah pe mud jaaunga
G Em D G
Kahakashaan chaand sitaare tere chumenge kadam
D G
Tere raste ki main ek dhool hoon, ud jaaunga
G Em D G
Saath mere mera afasaana chala jaayega
G Bm Em D
Kal teri bajm se diwaanaa chala jaayega
D
Shamma reh jaayegi parawana chala jaayega
G D Em C Em
Aaj ki raat mere dil ki salaami le le
G D
Dil ki salaami le le
Song History
Published: February 17, 2025
Last Updated: February 17, 2025