Tuning: Standard (E A D G B E) Chorus: E F E Am Woh bhooli dastaan lo phir yaad aa gayi E C E Nazar ke saamne ghata si chhaa gayi E C E Nazar ke saamne ghata si chhaa gayi E F E Woh bhooli dastaan lo phir yaad aa gayi Bridge: E Bm E A Am A E Verse: E Am E Kahan se phir chale aaye, yeh kuchh bhatke hue saaye Am C E Yeh kuchh bhoole hue nagme, jo mere pyaar ne gaye E Am E Yeh kuchh bhichhdi hui yaadein, yeh kuchh toote hue sapne Am C D E Paraaye ho gaye to kya, kabhi yeh bhi to the apne E G C E Na jaane inse kyun milkar, nazar sharma gayi E F E Woh bhooli dastaan lo phir yaad aa gayi
Bridge: E Am E Am E Verse: E Am E Ummeedon ke haseen mele, tamannaaon ke woh rele Am C E Nigaahon ne nigaahon se, ajab kuchh khel the khele E Am E Hawa mein zulf lehrayi, nazar pe bekhudi chhaai Am C D E Khule the dil ke darwaaze, mohabbat bhi chali aayi E G C E Tamannaaon ki duniya par, jawaani chhaa gayi E F E Woh bhooli dastaan lo phir yaad aa gayi Verse: E Am E Bade rangeen zamaane the, taraane hi taraane the Am C E Magar ab poochhta hai dil, woh din the yaa fasaane the E Am E Faqat ik yaad hai baaki, bas ik fariyaad hai baaki Am C D E Woh khusiyan loot gayi lekin, dil-ye-barbaad hai baaki E G C E Kahan the zindagi meri, kahan par aa gayi Outro: E F E Am Woh bhooli dastaan lo phir yaad aa gayi E C E Nazar ke saamne ghata si chhaa gayi E C E Nazar ke saamne ghata si chhaa gayi E F E Woh bhooli dastaan lo phir yaad aa gayi...
Last updated: