Verse 1: C F Em Mera kuch saamaan F Em tumhare paas pada hai G F saavan ke kuch bheege Em C bheege din rakhe hain Em Dm aur mere ik khat main lipti F C raat padi hai C G woh raat bhulaa do, C F C mera woh saamaan lauta do
Verse 2: C F C patjhad hai kuch hai na ? C F Em o! patjhad main kuch patton ki C F Em girne kee aahat G F kaanon main ek baar Em C pahan ke laut aai thee Em Dm patajhad ki woh shaakh abhi tak F C kaanp rahi hai C G woh shaakh giraa do, C F C mera woh saamaan lauta do Verse 3: C ek akeli chhataree main jab C F aadhe aadhe bheeg rahe the F aadhe sookhe aadhe geele, F C sukha to main le aaye thi G C F C geela mann shayad bistar ke paas pada ho C G woh bhijwaa do, C F C mera woh saamaan lauta do Verse 4: C ek so sola chaand ki ratain F Em ek tumhare kaandhe ka til F G geeli mahendi ki khushbu, Am C jhoot mooth ke shikwe kuch Em Dm jhooth mooth ke wade sab F C yaad karaa do C G Sab bhijwaa do, C F C mera woh saamaan lauta do Verse 5: C F ek ijaazat de do bas, G C jab isko dafanaungi C F G C main bhi wahi so jaungee C F C main bhi wahi so jaungee
Published:
Last updated: