Dor - Imaan Ka Asar chords by Soundtracks 🎦
Guitar chords with lyrics
- Difficulty: Beginner 👶
Key: G 🎸 Intro: D D G 🎸 Verse 1: D Bm A Jalti dhoop mein, halki hawa chal gayi G A D Mila bharosa yaar ka, jaan phir sambhal gayi Bm A D Bm A Ho oh Khwahish saans le, zanjeere pighal gayi G D A Saba ummeed ko, maathe peh yun mal gayi
🎸 Bridge 1:
G D
Sooni sehraon mein hasrat pali hain
G A
Hai…toofan mein aaj yeh shamma jali hain
🎸 Chorus:
C G D
Shayad hai yeh dosti, ya imaan ka asar
C G D
Shayad hai yeh dosti, ya imaan ka asar
C
Aage kya likha, hamko kya khabar
D G
Imaan ka asar
Imaan ka asar
D G D
Imaan ka asar
Imaan ka asar Aaa
G D G
Aaa
Aaa
Aaa
🎸 Verse 2:
G G
Aaa Din mehak mehak gaya
Am
Raat machal machal gayi
G
Chaah zara tha ab magar
D
Neeyat badal badal gayi
G
Din mehak mehak gaya
Am
Raat machal machal gayi
G
Chaah zara tha ab magar
D
Neeyat badal badal gayi
🎸 Bridge 2:
G D
Ho bechain zindagi sukoon paye
G D
Hai…dil ki yeh arzoo lab tak toh aaye
🎸 Chorus:
C G D
Shayad hai yeh dosti, ya imaan ka asar
C G D
Shayad hai yeh dosti, ya imaan ka asar
C
Aage kya likha, humko kya khabar
D G
Imaan ka asar
Imaan ka asar
D G D
Imaan ka asar
Imaan ka asar
🎸 Verse 3:
D Bm A
Jalti dhoop mein, halki hawa chal gayi
G A D
Mila bharosa yaar ka, jaan phir sambhal gayi
Bm A D Bm A
Ho oh kaisa saaz hai tanha, jaan behal gayi
A G A
Dheemi si tal par, ashaye machal gayi
🎸 Bridge 3:
G D
Sooni sehraon mein hasrat pali hain
G A
Hai…toofan mein aaj yeh shamma jali hain
🎸 Chorus:
C G D
Shayad hai yeh dosti, ya imaan ka asar
C G D
Shayad hai yeh dosti, ya imaan ka asar
C
Aage kya likha, hamko kya khabar
D G
Imaan ka asar
Imaan ka asar
D G D
Imaan ka asar
Imaan ka asar Aaa Published:
Last updated:
Please rate for accuracy!
