Key: C Intro: C Bb F C Verse 1: C Tere bina main kya re C Hoon saanson se juda re Bb Ruaa ruan hai tu F C Bas tu, piya C Hai rabb ki raza tu C Jo mujhko mila re Bb Hawaaon sa sukoon F C Hai tu, piya
Pre-chorus: C Bb Tune mujhko pukara yun F C Main chala aaya baahon mein C F Katt jaayein teri chhaon mein Bb G Saare din, yeh saari rattiyaan Chorus: Bb F Ke jab tu sajan mere paas hai C Kuch aur na chahein akhiyaan Bb F Tu hi safar, tu hi meri talaash hai C Kuch aur na chahein akhiyaan C Am Tu hai dua meri jo poori hui F G Main toota taara hoon C Am Main pichhle janam tera hi tha F Iss janam bhi dobara rahoon Bb F Ke jab tu sajan mere paas hai C Kuch aur na chahein akhiyaan [Interlude] C F Bb Bb Bb F C C Bb F C C Verse 2: C Ke tere sang laagi akhiyaan F Raatein hain kai jaagi akhiyaan G Tujhi mein paaya rabb ko maine C Ho gayi bairaagi akhiyaan C Ke tere sang laagi akhiyaan F Raatein hain kai jaagi akhiyaan G Tujhi mein paaya rabb ko maine C Ho gayi bairaagi akhiyaan Pre-chorus: C Bb Ho, ishq ki dhoop chehre pe F C Chhanke tere jo mehki hai C F Jag rahi hai Diwali si Bb G Mere dil ki saari rattiyaan Chorus: Bb F Ke jab tu sajan mere paas hai C Kuch aur na chahein akhiyaan Bb F Tu hi safar, tu hi meri talaash hai C Kuch aur na chahein akhiyaan Bridge: Bb F Dhuaan dhuaan dhal gaya, paani mein utar gaya C Jab se hai paaya tujhe, dil mein basaaya tujhe Bb F Nadiya nazaron mein tu, ik hi hazaaron mein tu C Khud se juda na karoon, kabhi main khudaaya tujhe Bb F Sajde-sawaabon mein, ishq waale khwaabon mein C F C Dheeme dheeme behta hai tu Chorus: C Am Tu hai dua meri jo poori hui F G Main toota taara hoon C Am Main pichhle janam tera hi tha F Iss janam bhi dobara rahoon Bb F Ke jab tu sajan mere paas hai C Kuch aur na chahein akhiyaan Outro: Bb F C C
Published:
Last updated: