Tuning: Standard (E A D G B E) D F#m A E D Verse 1: D E D Is mod se jate hain A D Is mod se jate hain D Em Kuch sust kadam raste D A D Kuchh teez kadam raahen
D E D Is mod se jate hain A D Is mod se jate hain D Em Kuch sust kadam raste D A D Kuchh teez kadam raahen D E D Patthar ki haaveli ko D E D Sheeshe ke gharaundon mein D Em Tinakon ke nasheman tak D A D Is mod se jate hain E D Aah, is mod se jate hain. Verse 2: D E Aandhi ki tarah udkar D A Ik raah guzarati hai D E Aandhi ki tarah udkar D A Ik raah guzarati hai Bm A Sharamaati hui koi G D Kadamon se utarati hai D E D In reshmi raahon mein D E D Ik raah to woh hogi D Em Tum tak pohonchati hai D A D Is mod se jate hain A D Is mod se jate hain. Verse 3: D E Ik door se aati hai D A Paas aake palatati hai D E Ik door se aati hai D A Paas aake palatati hai Bm A Ik raah akeli si G D Rukati hai na chalati hai D E D Yeh sochake baithi hoon D E D Ik raah to woh hogi D Em Tum tak jo pohonchati hai D A D Is mod se jati hai. D E D Is mod se jate hain D Em Kuch sust kadam raste D A D Kuchh teez kadam raahen D E D Patthar ki haaveli ko D E D Sheeshe ke gharaundon mein D Em Tinakon ke nasheman tak D A D Is mod se jate hain Outro: E D Aah, is mod se jate hain.
Published:
Last updated: