Rate for accuracy
🎸
Tuning: Standard (E A D G B E)
Difficulty: Novice
Intro:
G C D
Tera mujhse hai pehle ka naata koi, Yoon hi nahi dil lubhata koi
G C D
Tera mujhse hai pehle ka naata koi, Yoon hi nahi dil lubhata koi
C G C G
Jaane tu, ya jaane na, Maane tu, ya maane na
Verse:
G C G
Dekho abhi khona nahi, kabhi juda hona nahi
G C G
Dekho abhi khona nahi, kabhi juda hona nahi
D
Ab ke yuhi mile rahenge dono
G
Waada raha ye is shaam ka
C G C G
Jaane tu, ya jaane na, Maane tu, ya maane na
Verse:
G C G
Waade gaye baaten gayi, jaagi jaagi raaten gayi,
G C G
Chaha jise mila nahi, to bhi koi gila nahi
D
Apna to kya jiye mare chahe kuch ho
G
Tujhko to jeena raas aayega
C G C G
Jaane tu, ya jaane na, Maane tu, ya maane na
Verse:
G C G
Tu bhi rahi mere liye, main bhi raha tere liye,
G C G
Tu bhi rahi mere liye, main bhi raha tere liye,
D
Pehle bhi main, tumhe baahon mein leke,
G
Jhooma kiya aur ghooma kiya
C G C G
Jaane tu, ya jaane na, Maane tu, ya maane na
Song History
Last Updated: