Laree Chootee Chords by The Call

Laree Chootee by The Call

Chords

Rate for accuracy
🎸
0/5 ( votes)
Transpose
Font
Tuning: Standard(E A D G B E)

β™« Intro: 

Am                 C                              
woh kehtay hai na jo hota hai 
 F 
achay k liye hota hai  
Am
ghalat kehte hain
 


β™« Verse :

Am         F
kismat ka khel hai saara
C         G
phirta tha main awaara
Am         F       G
ye kia se kiaa hogayaaa
Am        F
char din ki zindgani
C       G
har pal aik nai kahani
Am            F        G
kia tha main kia ban gaya
β™« Chorus: 

    Am      F
kya hua jo laari chooti
C        G
jevan ki gari looti
Am            F          G
khuab hai to mujh ko na jaga
   Am       F
zindagi aik pal main saali
C           G
yun palat gai hamari
Am            F          G
jhoot hai to mujh ko na bata
 


β™« Verse :

  C                       
mumbai     suna tha yahan 
Am
admi pori zindagi apni qismat
 C                              
slow track se fast track lanay 
                    Am
main nikaal deta hai   
C                            Am
per dhai ghantay main meri qismat 

aessay hi slow track se
 C                       Am             
fast track pera ajai gi ye mainay kabhi 
                  C
soocha nahi tha 
Am                    C      
sazaa maza ban jai gi ye bhi 
                Am
kabhi socha nahi tha
C                           Am      
last local kia chooti hai   saala   
                        C
qismat patri per agaya
 
Am        F     
C         G
 
   Am    F
karlo jo bhi karna hai
C        G
hota hai jo hona hai
Am        F       G
guzra toh pal yeh phir na aayega
    Am        F
kya bura hai kya bhala hai
C           G
waqt hi shaayad khuda hai
Am       F        G
ho jaane do phir dekha jaayega
 
β™« Chorus: 

    Am      F
kya hua jo laari chooti
C        G
jevan ki gari looti
Am            F          G
khuab hai to mujh ko na jaga
     Am     F
zindagi aik pal main saali
C           G
yun palat gai hamari
Am            F          G
jhoot hai to mujh ko na bata
 
β™« Outro: 

Am                 C                               
woh kehtay hai na jo hota hai 
 F 
achay k liye hota hai  
Am
sahi kehte hain

Chords used in Laree Chootee by Call:
Am, C, F, G

Laree Chootee Chords Info

Laree Chootee Chords by The Call
Published:
Last Updated:
Chords: E, A, D, G, B, Am, C, F