Capo
3
Difficulty
Beginner πΆ
Rate for accuracy
🎸
Intro:
C Em Am7 Em
Dil ka tarana ye hai ek paheli
C Em Am7 Em
Suljhao na isko Rehna zaroori
C G Am7 Em
Safar hi thikaana hai manzil adhoori
C Em Am7 Em
Dil ka tarana ye Hai ek paheli
Verse 1:
C Em Am7 Em
Preet ki chaadar mein ek raat guzaaru main
C Em Am7 Em
In shaam andheron se ek baat chhupa loon main
C Em Am7 Em
Chaand gawa tha jo taaron se shikwa karta tha main
C Em Am7 Em
Waqt badalta hai par mann to bandhu samjhe na
C G Am7 Em
karwaton mein hai chhupi Ye ankahi
C G Am7 Em
Kareebi se to jacho na kabhi
C G Am7 Em
Aahaton ne hai sajaaya ye jahaan
C G Am7 Em
Raahat bahaane hai sabhi
Verse 2:
C Em Am7 Em
Preet ki chaadar mein ek raat guzaaru main
C Em Am7 Em
In shaam andheron se ek baat chhupa loon main
C Em Am7 Em
Chaand gawa tha jo taaron se shikwa karta tha main
C Em Am7 Em
Waqt badalta hai par mann to bandhu samjhe na
C G Am7 Em
Ye karwaton mein hai chhupi ye ankahi
C G Am7 Em
Kareebi se to jacho na kabhi
C G Am7 Em
Aahaton ne hai sajaaya ye jahaan
C G Am7 Em
Raahat bahaane hai sabhi
Song History
Published: April 28, 2026
Last Updated: April 28, 2026