Tuning: Standard (E A D G B E) GUL Chords Am, Em, F, G, C FINGERPICKING PATTERN: FOR Am, Em, F, C its 5,3,5,2 and FOR G CHORD, ITS 6,3,6,2. PLAY THE FINGERPICKING PATTERN TWICE FOR EVERY CHORD. Para 1: Am Em Na dastakein F G Am Em Yeh tere dil ki haan wahi dhadkane hai F G Am Em Yoon zor se jo tujhko ab sun rahin hai F G Am Em Sun le zara yeh tujhse kya keh rahin hai
Para 2: Am Em Aye nahi F G Jinke the waadein Am Em F G Waqt uljha hua hai tere yahan pe Am Em Kya who kal the yahan? F G Am Em Yaan hafton pehlay ki yeh hai dastaan? Chorus: F C G Aye na teri yaad unko F C G Aye na teri yaad unko Para 3: Am Em Tootay makaan F G Am Em Ik baar gir kar waise bante kahan hai? F G Am Em Jaise the tune apne dil se banaye F G Am Em O karigar yoon hathon se the sajaaye Chorus: F C G Aye na teri yaad unko F C G Aye na teri yaad unko Bridge 1: F C Kitabon ke ghar F G Duniya hai teri F C F G In dhool bharay panno mein Tu kya dhoondti? Bridge 2: Am Em F Aur kya ho gaya jo tujhe G Am Em ls dafa na milli pyaari si F G Pariyon ki woh kahani? Am Em F Par tum yoon parayshaan ho kyun? G Am Em Hai jaadugari aaj bhi F G tere dil mein hai baki Am Em F Aur in kagazon mein kahin G Am Em F G EK GUL hai jo aise tera intezaar kar raha hai F C Yeh gul hai teri woh hassi F G Kahan kho gai? F Yeh bata G Khilegi kabhi? Para 4: Am Em Aayega ik din F G Am Em Jab unki raatein yoon na mehfooz hongi F G Tere, tere bin aise Am Em Tu dekh lena F G Am Em Teri kami tab unko mehsoos hogi F G Mujhe Mujhe hai pata yeh
Published:
Last updated: