Intro: C | Am | G | F | Am C | Am | G | F | Am Verse 1: C Purani jeans aur guitar Am Mohalle ki woh chhat C Aur mere yaar C Woh raaton ko jaagna Am Subah ghar jaana C
Kood ke deewar Am Woh cigaretee peena F Gali mein jaake G Woh karna daanton ko C Ghadi ghadi saaf C Pahunchna college C Hamesha late Am Woh kehna sir ka C Get out from the class C Woh bahar jaake C Hamesha kehna Am Yahan ka system C Hi hai kharaab Am Woh jaake canteen mein F Table bajaake G Woh gaane gaana C G Yaaron ke saa -aath Chorus: C Bas yaadein C Yaadein C Yaadein reh jaati hain G Kuchh chhoti chhoti F C Baatein reh jaati hain C Bas yaadein Interlude: C | Am | G | F | Am C | Am | G | F | Am Verse 3: C Woh papa ka daantna Am Woh kehna mummy ka C Chhodein ji aap C Tumhein to bas nazar aata hai Am Jahan mein beta C Mera hi kharaab Am Woh dil mein sochna F Kar ke kuchh dikha dein G Woh karna planning C Roz nayi yaar Verse 4: C Ladakpan ka woh pehla pyaar Am Woh likhna haathon pe C "A +R" C Woh khidki se jhaankna Am Woh likhna letter C Unhein baar baar Am Woh dena tohfe mein F Sone ki baaliyan G Woh lena doston se C G Paise udha -ar Chorus: C Bas yaadein C Yaadein C Yaadein reh jaati hain G Kuchh chhoti chhoti F C Baatein reh jaati hain C Bas yaadein Outro: C Aisa yaadon ka mausam chala Am C Bhoolta hi nahin dil mera C Kahan meri jeans aur guitar Am Mohalle ki woh chhat C Aur mere yaar C Am Woh raaton ko jaagna F Subah ghar jaan C Kood ke deewar C Purani jeans C Aur guitar.